| View previous topic :: View next topic |
| Author |
Message |
mei_hoon_is_pal_yahan VIP Member

Joined: 08 May 2007 Posts: 3338 Location: Lahore
|
Posted: Sat Mar 01, 2008 10:22 am Post subject: |
|
|
aaahannnnnnn _________________
 |
|
| Back to top |
|
 |
BABU Moderator

Joined: 29 May 2007 Posts: 2359 Location: Saudia
|
Posted: Sat Mar 01, 2008 1:02 pm Post subject: Re: Aik baat to main bhool hee gayee thi! |
|
|
| RareGold wrote: | | Aur by the way threads ko STICKY kernay kay liyeh ye bhi zaroori hotta hay keh unko ginti kay do teen )aapko mila ker chaar) log nahi MAJORITY of the forum REQUEST keray yaa forum ki admin ko khud ehsaas ho keh hanh falan thread waqyee itnee ehmiyat rakhta hay among all others in that relevant catagory keh usko ooper stick kia jana chahiyeh, lihaza agar aap nay khud kia hay yaa request kee hay to baraye e karam usko wapis lay lijiyeh kion keh phir koi na koi meri terha say aayeh ga sub say ooper dekh ker issi ko perhnay beth jayeh ga aur khamkhwa may koi aisee post samnay aa jayeh gee. Mera maqsad aap logon ka dil dukhana nahi magar jo haqeeqat hay ussi ko bayan kia hay, bhai jin 3 logon kay liyeh aap likh rahay hain unn say kahiyeh keh wo scroll kerkay bhi dhoond lain inn titles ko masla to koi nahi hogga na, magar her anay walay ko to na problem ho, hain ? |
.
Sab se pehlay to ye k Asuli tor per mujhay koi anjan larki aisay he Bhai bol day to kuch ziada khushi nahi hoti
Bherhaal abhi ap nay apni guzishta 3 posts me jo 463 dfa lafz Bhaai ki musalsal girdaan ki hay,,, usay musalsal read kr kr k mujhay to apna ap waqi Bhai bhai saa lgna shuru ho giaa hay
.
To pyaari behan sahba....... abi aatay hain main point ki terf.... Admin logo ki jis monoply per ap nay Ungli... balikay pura hath uthaaya hay... me tasleem krta hu... Aik takay k nahi hain ye log... pta he nahi chalta in ko kis bnday ko kis muqam per rakhna chaahiye... ya to bilkul nazr andaz kr daitay hain Telented logo ko..... ya phir aisay he kisi Airay Ghairay Nathu Khairay ko boht ziada respect day daitay hain......,,,
(NOTE: Agr mujhay b "Aira Ghaira" samjha jaaye to mujhay koi khaas itraz nahi ho gaa.... Lakin "Nathu Khaira" kehnay per lraai ho skti hay
.
Aur Behan Sahba... ap ki General Knowledge k liye (ho skta hay ap se Tariq Aziz Show me yehi swal puch liya jaaye ) Idher ki Admin Shadmin se mra koi taluq wasta nahi hay... Me nay to in logo ko abhi deikha b nahi hay..... Lakin kafi arsay se post kr raha hu naa to ... Ap ki dua se achi slaam dua hay ......
May ne ye novel aisay he moo utha kr likhnay shuru nahi kr diye.... in k peechay ek Dastaan hay..... Kabhi farigh wqt mila to wo Dastaan b sunaau gaa.. Lakin msla ye hay k us k liye aik aur Thread start krna pray gaa jis per ap mray qatal ka hukam to zrur he sadir frmaa do gi.....
Jahan tak bat hay Sticky honay ki yaa krnay ki...... to mra sirf aik Novel Sticky kiyaa gia thaa (Allah Bakhshay Saya Kartoos ko, us nay mra Mafroor_e_Mohabt wala novel Sticky kr diyaa..... to me nay us say kahaa yar jani... ap aisa kro isay hataa kr dusray waalay ko Sticky kr do.... Lakin wo b shehzada bnda thaaa.. us nay dono ko Sticky kr diyaa...... (Allah ki karm nwaazian hain ji... kaiso kaiso ko Nwaz daita hay )
.
Apus ki bat hay ,,,,, Waisay is waalay novel ki had tak to me ap se mutfiq hu... Lakin wo dusray waalay k baray me mra khyaal thaa k interesting novel likh rahaa hu may.... Lakin
Ap nay itnay straight forward comments day kr Auqaat yaad dilaa di hay bachay ko
Allah puchay gaa ap se b
Mutfiq to hu may ap say lakin apni Ego ki taskeen k liye aik point zrur uthana chaahu gaa k
Agr sirf Aik Aadh k kehnay per kisi Thread ko Sticky nahi bnaana chahiye... to Aik Adh k kehnay per Sticky naa bnaanay ka faisla b Insaf k mrwjaa asulon per pura nahi utrtaaa
.
Lakin
Lakin
.
Hum Bilaa Muqabla... aur behas ko mzeed Twaalat se bachatay huay...,.. Aur Haqeeqat ko dil se tasleem krtay huay....
Apnay Haq se Dastrbrdaar hotay hain
(Haq.. ka lfz b shaayed ghalt use kr giyaa hu.. Q K ap k Dlaayel k mutabiq to ye mra haq thaa he nahi aur abi to mujay b aisa he lag raha hay )
.
In dino to me khud boht buzy hu is liye.. admin logo se rabta he nahi ho paa rhaa... lakin jaisay he hua........ye posts... Non_Sticky ho jaaye geen... tension not
.
Aur behan sahba.. Ap nay mangi he boht choti se cheez hay... aj agr ap koi bari cheez b mangti to mil jaati... Aj 1 hour pehlay he meri gaari ka accident hua hay..... gaari to nahi bachi ... Lakin me bach giyaa hu
Kisi k Faiz_e_Nazr ka kmaal hay ji k logo ki Bad_Duaain b humay duaaye bun kr lgti hain
.
so Remember in ur prayers if possible
take care
Allah Nighebaan |
|
| Back to top |
|
 |
BABU Moderator

Joined: 29 May 2007 Posts: 2359 Location: Saudia
|
Posted: Sat Mar 01, 2008 2:17 pm Post subject: |
|
|
| RareGold wrote: | Well, aap sahi keh rahay hain bhai kay na aapkay paas faltoo waqt hay SCAN kerkay kuch POST kernay ka na aisa koi irada, wo ullag baat keh aik napi tulli baat per aap ITNAY KUM ilfaaz istimaal kerkay REPLY kertay hain, waqyee sahi baat hay keh time to phir waqyee nahi hay. Dooseri baat agar aapko yeh hairat hui ho yaa burra lugga ho from annnnyyyy angle keh main nay kaisay himat kerleee aisee koi baat point out kernay ki to bhai baat hay simple aur seedhi wo ye ke jub hum kuch out of ourself kuch boltay yaa post kertay hain to usko chahay koi sun raha ho yaa perh raha ho utna hee huq rakhta hay raye denay ka, anyways aap apna kaam jari rakahiye main apna ALLAH HAFIZ  |
.
Bari maqool qisam ki aur bray Napay Tulay Alfaaz me bizti frmaai ap nay behan sahba
.
Humay ap ka andaz psand aaya
.
Aur rahi bat Himat ki,,, ya Haq per bolnay ki.. Jaisa k ap Waashgaaf alfaz me boli ho to wo Qabil_e_Tahseen hay.....
Lakin
Ap ki akhri bat achi lagi..... Me apna kaam jari rakhu gaa.. ap apnaa
To is ka mutlab hay hum dono he Dheet hain
Baqi koi bat nahi... Ap Haq bat per apna Jahaad jari rakhye gaa... Allah humaisha ap ko Haq ki lraai me Fateh ataa frmaaye,,,,,
Lakin
Logically tor per socha jaaye to Naiki ka Mafhoom Buraai ki existance se he Numaaya hota hay naaa.... to Naiki ko Numaaya krnay ki humari apnay andaz ki koshish b Jaari rahay gi
take care
& Allah Hafiz |
|
| Back to top |
|
 |
BABU Moderator

Joined: 29 May 2007 Posts: 2359 Location: Saudia
|
Posted: Sat Mar 01, 2008 2:24 pm Post subject: |
|
|
| mei_hoon_is_pal_yahan wrote: | aaahannnnnnn |
.
Pal tu b??
,,,,,,,, Teray jaisay dost hon to Dushmno ki kyaa kami hay
Uraa lay mzaaq bachay..... tu b uraa lay
.
Lakin
Hum agr Hans ki Chaal nahi chal paaye to kya hua Mri jaa
Is Ahd ki Baaghio me naam to likhwaa liyaa naa apna
|
|
| Back to top |
|
 |
RareGold Family Member
Joined: 30 Sep 2007 Posts: 10
|
Posted: Thu Mar 06, 2008 12:16 pm Post subject: |
|
|
Asalaamu alaikum bhai aur meri taraf say bohot maazrat keh jis cheez ko aap nay sub say pehlay point out kia hay ussi ka reply main itna late day rahi hoon. To bhai baat ye hay na keh lufz "Asooli" aap istimal to ker rahay hain magar ye nahi fermaya keh yeh USOOL hain kis kay aakhir ? aapkay yaa kissi aur kay ( i mean universal sort of something? ) Agar aap kay hain to mujhey hairat ho rahi hay kion keh jis terhan ki Urdu per aap grift rakhtay hain main samajh rahi thi muttala bhi waisa hee wasee hogga aapka. Magar kia main yeh samjhoon keh aap nay Nabi saw ki wo bari common hadith ( jo keh bachay bhi jaantay hain) nahi sunni yaa parhi keh jis may fermaya gaya hay "SUB MUSALMAAN BHAI BHAI HAIN"....... jahan tuk mera andaza hay aap muslim hee hain aur ALLAH ka shuker hay mujhey apnay baray may bhi koi shak nahi, to phir aap khud batayeh bhai keh main kis kay USOOL manoon aapkay yaa wo jo 1400 saal pehlay nazil fermaya gaya uss kitab kay :thinking; ?
Iss liye agar aainda koi anjaan insaan (regardless of the gender, kion keh mujhey bhi bari tap charhtti hay jub koi larka larkay ko bhai bol day to theek magar larki bol day to eyebrows raise ki jaati hain!) aapko bhai kahay to uss izzat ki qadar kijiyeh ga jo keh wo aapko day raha hay na keh usko TOKNAY beth jayen. ALLAH HAFIZ. |
|
| Back to top |
|
 |
BABU Moderator

Joined: 29 May 2007 Posts: 2359 Location: Saudia
|
Posted: Sun Mar 09, 2008 10:16 pm Post subject: |
|
|
| RareGold wrote: | Asalaamu alaikum bhai aur meri taraf say bohot maazrat keh jis cheez ko aap nay sub say pehlay point out kia hay ussi ka reply main itna late day rahi hoon. To bhai baat ye hay na keh lufz "Asooli" aap istimal to ker rahay hain magar ye nahi fermaya keh yeh USOOL hain kis kay aakhir ? aapkay yaa kissi aur kay ( i mean universal sort of something? ) Agar aap kay hain to mujhey hairat ho rahi hay kion keh jis terhan ki Urdu per aap grift rakhtay hain main samajh rahi thi muttala bhi waisa hee wasee hogga aapka. Magar kia main yeh samjhoon keh aap nay Nabi saw ki wo bari common hadith ( jo keh bachay bhi jaantay hain) nahi sunni yaa parhi keh jis may fermaya gaya hay "SUB MUSALMAAN BHAI BHAI HAIN"....... jahan tuk mera andaza hay aap muslim hee hain aur ALLAH ka shuker hay mujhey apnay baray may bhi koi shak nahi, to phir aap khud batayeh bhai keh main kis kay USOOL manoon aapkay yaa wo jo 1400 saal pehlay nazil fermaya gaya uss kitab kay :thinking; ?
Iss liye agar aainda koi anjaan insaan (regardless of the gender, kion keh mujhey bhi bari tap charhtti hay jub koi larka larkay ko bhai bol day to theek magar larki bol day to eyebrows raise ki jaati hain!) aapko bhai kahay to uss izzat ki qadar kijiyeh ga jo keh wo aapko day raha hay na keh usko TOKNAY beth jayen. ALLAH HAFIZ. |
.
اؤے،،، کس قسم کی لڑکی ہے یار یہ؟؟
ابھی اعتراض اگر کر ہی دیا تھا تو پھر واپس لے تو لیا تھا خود ہی تو پھر بھی بات کا دہی بنانا ضروری تھا کیا؟؟
بات کوئی ہو رہی تھی،، اسے کھینچ کھانچ کر پتہ نہیں کہا لے گئی ہے،،
ڈفر لڑکی ایسے ہی ان ڈفر قسم کی باتوں میں احادیث کو شامل نہیں کیا کرتے،،،،
اللہ معاف کرے کم از کم میں تو خود کو اس قابل قطعی نہیں سمجھتا کہ کسی حدیث مبارکہ پر بحث بھی کر سکوں،،،
لیکن اپنے جس موقف کو ثابت کرنے کے لئے آپ نے "پوائینٹ کے مطابق" جو حدیث مبارک پیش کی ہے اور جس طرح اس کے ذریعے اپنا موقف بھی ثابت کرنے کی کوشش کی ہے آپ کی "اعلئ پایہ کی سوچ اور خود ساختہ قسم کے تخیل کردہ فہم و ادراک " کا منہ بولتا ثبوت ہے،،،،،
مثال کے طور پر کسی ایسے بندے کو جو حلوائی کا کام کرتا ہو ، اسے لوہار کے کام کا سکوپ باور کروانے کے لئے "کسبِ حلال عین عبادت ہے" والی حدیث مبارکہ سنائی جائے تو مشورہ دینے والے کی "بلند پایہ ذہنیت" کے بارے میں جو تاثر آپ کے ذہن میں ابھرے گا وہی میرے ذہن میں آپ کے لئے پیدا ہو رہا ہے،
بےوقوف لڑکی اگر بابو نے نا بولنا ہوتا تو تمھاری ساری ڈفر قسم کی لاجک کی کی چٹنی بنا کر کھا جاتا اب بہن بول ہی دیا ہے تو اس پر قائم بھی ہے اور رہے گا بھی،،، سمجھ گئی نا؟؟ اتنا ثقیل بھاشن جھاڑنے کی ضرورت نہیں ہے،،،، اور تھوڑی سی میچورنیس پیدا کرو خود میں ،،،،،،، یہ ذہن میں رکھتے ہوئے کہ عقلمند ہونے اور خود کو عقلمند سمجھنے میں بعض اوقات بہت زیادہ ڈیفرینس ہوجاتا ہے
اللہ آپ کو اپنے حفظ و امان میں رکھے،، اللہ حافظ |
|
| Back to top |
|
 |
mei_hoon_is_pal_yahan VIP Member

Joined: 08 May 2007 Posts: 3338 Location: Lahore
|
Posted: Mon Mar 10, 2008 10:46 am Post subject: |
|
|
| BABU wrote: | | mei_hoon_is_pal_yahan wrote: | aaahannnnnnn |
.
Pal tu b??
,,,,,,,, Teray jaisay dost hon to Dushmno ki kyaa kami hay
Uraa lay mzaaq bachay..... tu b uraa lay
.
Lakin
Hum agr Hans ki Chaal nahi chal paaye to kya hua Mri jaa
Is Ahd ki Baaghio me naam to likhwaa liyaa naa apna
|
oye babu bakwas na kia kar. itna bura nahi mantay
mai to tery jawab dekh ke aahan ker raha tha
ke bauhat khoob
aur tujay to pata hay
k main post read nahi karta ;) per teri read ki hay :0 achay ja rahay ho wo alag baat hay novel nahi parha mai ne tera aur parhon ga bi nahi
falto time hi nahi hay hota to bi na parhta hahahahahahaaaaaaa
waisay koi baaat nahi mai khush hon ke to ne novel likha bauhat achi baat hay ahisat ahista achay writer ban jao gy shuru per aisy hi hota hay per baad mai inhi bataon mai koi aesi line Allah pak ata kar daitya hein ke jisay log hamesha yaad rakhaty hein
SO likho aur likhty rahooooooooo rukna nahi kabi bi duniya to bolti hay bolne do. SO m wid u love uuuuuuuu:) ding dong
baqi mai ne us ke baad koi post nahi parhi wo last hi parhi thi jo aahan kar dia hehehehe aur ab parhon ga bi nahi bauhat kam hay mujay
SO mai chala muahhhhhhhhhhhhh:) _________________
 |
|
| Back to top |
|
 |
RareGold Family Member
Joined: 30 Sep 2007 Posts: 10
|
Posted: Mon Mar 10, 2008 11:39 am Post subject: |
|
|
| Asalaamu alaikum aur yahan TROPHIES to koi baant nahi raha hay keh kissi ko apnay aqal mand honay ka yaa na honay ka CERTIFICATE yahan say lena paray, lihaza aainda kissi ki aqal per ba awaaz buland hairan hotay waqt do baar soch zaroor lijiye ga bhai. Aur dooseri ehem baat ye keh lazim nahi her shakhs jo aapko bhai bol raha/rahi hay wo umer may aap say kum yaa ussi age gropu ka ho jis kay liyeh aap aisa terz-e-takhatub istimaal keriyeh. Ho sakta hay baat kernay wala aap say theek thaak bara ho umer may. Wazeh rahay ke main nay kahin bhi tanqeed kertay huay aisay address nahi kia aapko. ALLAH HAFIZ . |
|
| Back to top |
|
 |
mei_hoon_is_pal_yahan VIP Member

Joined: 08 May 2007 Posts: 3338 Location: Lahore
|
Posted: Mon Mar 10, 2008 1:01 pm Post subject: |
|
|
yea kis k sath mukhatib hein ap miss or mr raregold?
well is main aik baat karon ga ke umer mai bara hone se kuch nahi hota insan ko thori akal o shawoor bi hona chahye hehehehehe umer to bauhat logon gi bari hoti hy per un ke akal gitay mai hi hoti hy
aur han ager ap apne ap ko bara banana chahti hein to wo alag baat hay per phir bi main kahon ga aisay kehnay se insan bara nahi banta kuch karna bi parta hy us ke liye ding dong _________________
 |
|
| Back to top |
|
 |
manahil_cutegirl Site Admin

Joined: 13 May 2007 Posts: 3158 Location: *~* Їή ΡεŏÞļę Ħεăřt*~*
|
Posted: Mon Mar 10, 2008 2:23 pm Post subject: Re: Koi to kuch bolay! |
|
|
| BABU wrote: | | RareGold wrote: | Asalaamu alaikum Babu bhai ye mut samjhiyeh ga main aapko discourage ker rahi hoon magar to the point aur straight forward baat kerna @asand kertti hoon issi liye koi tamheed nahi bus itna kehna hay keh aapko likhnay ka shauq hay bohot achi baat hay magar uss say zayda achi baat ye hoggie keh khud may mutalay ka shauq bhi paida keriyeh aur Urdu may abhi bohot say writers aisay hongay jinhain aap perhain to bohot kuch seekh saktay hain aur issi rah may aapkay kaam bhi aayeh ga, aap log aaj kul ki nojawan nasal hain aur jin kahanion may aap log luggay huay hain inn say laakh derjay behter hay keh hum Umera Ahmad RIffat Siraj aur aisay hee class kay likhnay walon ko na sirf khud perhain bulkeh share bhi kerain, aakhir aap iss per itna time lagatay hain unn books ki scanning per lugayen to wo sub log jo aapko shauq yaa majboori say perhtay hain wo zindagee ki REALITIES ko na sirf perh sakain gey bulkeh SEEKH bhi sakain gey kuch, ALLAH hum sub ko hidayat day ameen, ALLAH HAFIZ.
Aur kia main pooch sakti hoon keh yeh Saya bhai kahan hain aaj kul >? |
اووو۔۔ ہیلووووو
مسٔلہ کیا ہے آپ کے ساتھ؟
سمجھتی کیا ہو آپ اپنے آپ کو؟
جرات کیسے ہوئی آپ کی بابو کی تحریر کو ایسا ویسا سمجھنے کی؟؟؟؟
۔
میں تو اپنے آپ کو بہہہہہہہہہہت بڑا لکھاری سمجھ رہا تھا۔ اور امید بھی کر رہا تھا کہ اب لوگ اشتیاق احمد اور عمیرہ شمیرہ احمد کو چھوڑ کر مجھے پڑھنا شروع کر دیں گے۔
بلکہ میں تواس خوش فہمی میں بھی متبلا ہو چکا تھا کہ سال 2008 کا بیسٹ رائیٹر ایوارڈ بھی مجھے ہی ملنے والا ہے۔
۔
لیکن
آپ نے تو
میرے تو لفظ بھی میرا ساتھ چھوڑنا شروع ہو گ ۔ ۔ ۔ ۔۔
آنسوؤں کی جھڑی میں مجھے تو مونیٹر بھی ٹھیک سے نظر نہیں آ رہا۔
۔
اب آپ کان کھول کر اور آنکھیں بند کر کے میری بات سنو
۔
اگر آپ یہ لائن پڑھ رہی ہو تو اس کا مطلب ہے آپ پر میری بات کا اثر نہیں ہوا۔ جو کہ نہایت غیرمعیوب بات ہے۔
المختصر یہ کہ محترمہ، مجھے اپنے بارے میں کوئی ایسی خوش فہمی قطعی نہیں ہے کہ مجھ میں ایک اچھے رائیٹر کی صلاحیت موجود ہے جو تھوڑا پالش والش ہو کر مزید نکھر جائے گی۔ اور اللہ معاف کرے نا میرے دل میں ایک رائیٹر بننے کی کوئی شدید قسم کی خواہش ہچکولے لے رہی ہے جس کو پورا کرنے کے لئے میں یہ آغاز کر بیٹھا ہوں۔ مجھے اپنے تھرڈ کلاس، اور بے ربط قسم کے طرز تحریر کا بخوبی ادراک ہے، (اور اس ادراک پر مہر تصدیق ثبت کرکے آپ نے میری معلومات میں کوئی ایسا گراں قدر اضافہ بھی نہیں کیا جس پر مجھے آپ کا شکریہ ادا کرنا پڑے)۔ بنیادی طور پر ایک پروفیشنل سا بندہ ہوں جس کی زندگی میں فی الحال غمِ جاناں سے زیادہ غمِ روزگار کی اہمیت ہے۔ جب کبھی ہڈحرامی کا موڈ بنتا ہے تو ایسے ہی ہینگی شینگی مار دیتا ہوں، کبھی پوسٹس کی شکل میں اور کبھی ان ناولوں کی شکل میں۔اور ایسا ویسا کچھ کرنے کے لئے میں کسی کی اجازت یا مرضی کا محتاج ہر گز نہیں ہوں۔
اور میرے پاس اتنا فالتو وقت قطعی نہیں ہے کہ اچھے رائیٹرز کی پوسٹس کو سکین کر کے پوسٹ کروں۔ اور نا میں سمجھتا ہوں کہ ایسا کرنے سے میرے لئے ثوابِ دارین کا حصول ممکن ہو جائے گا۔
میرا یہ والا ناول اوریجنل واقعہ ہے اور صرف 3 بندوں کے لئے ہے۔ اور مجھے امید ہے وہ جب کبھی بھی اس کو ریڈ کریں گے تو اچھے ریمارکس دیں گے۔
آپ نے اپنا اتنا قیمتی وقت مجھ پر ضائع کیا جس پر میں ممنونیت کا اظہار کرتا ہوں۔
اور رہی بات سایہ کی تو ہمیں تو آج کل اپنی خبر نہیں رہتی جی،،، سایہ کی کیا کہہ سکتے ہیں۔ بقول شاعر:
اپنی حالت کی،،،،،،،،،،،،،،،،،،،،، خود خبر نہیں مجھ کو،،،
میں نے لوگوں سے سنا ہے کہ میں پریشان بہت ہوں
ویسے سایہ اپنے دوسرے فورم پر بھی تھوڑا وقت دے رہا ہے غالباً اسلئے ادھر ریگولر نہیں رہا۔ |
lerayannnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
wasy koi nai baat nahi babu jo hai yahan  _________________
 |
|
| Back to top |
|
 |
RareGold Family Member
Joined: 30 Sep 2007 Posts: 10
|
Posted: Tue Mar 11, 2008 8:28 am Post subject: |
|
|
| mei_hoon_is_pal_yahan wrote: | yea kis k sath mukhatib hein ap miss or mr raregold?
well is main aik baat karon ga ke umer mai bara hone se kuch nahi hota insan ko thori akal o shawoor bi hona chahye hehehehehe umer to bauhat logon gi bari hoti hy per un ke akal gitay mai hi hoti hy
aur han ager ap apne ap ko bara banana chahti hein to wo alag baat hay per phir bi main kahon ga aisay kehnay se insan bara nahi banta kuch karna bi parta hy us ke liye ding dong |
Well sahi fermaya aap nay ghalti meri thi keh mujhey post quote kerkay kerni chahiyeh thi reply tah keh aap ko mujhey aqwal e zareen sikhanay ki zehmat say bachaya jaa sakta. Magar aik baat to ye keh jahan aap meri post tuk pohonch ker toknay aaye hain wahan aap nay wo POINT bhi perha hogga jis per main nay umer may baray honay ki baat ki ? Aap pori imaan daari say batayeh kia yeh sahi baat hay ? aap to chat toom may mujhey anjaan logon ko bhai na kehnay ki naseehat ferma rahay thay aapkay nadir khayalaat tub kia hotay hain jub anjaan logon ko tu tara kerkay yaa duffer larki kerkay bulaya jayeh ? Kia khudankhwasta mujh say yahan itnee bari ghalti hogayee thi :thinking; ???
Rahi baat aapki post may jo aqal naapnay kay aur izzat denay kay paimaanay bayan kiyeh gaye hain unka jawab hay meray paas aur wo hay....."BIG THANKS "..... I hope aapki TASALI ho gayee hoggie
ALLAH HAFIZ. |
|
| Back to top |
|
 |
BABU Moderator

Joined: 29 May 2007 Posts: 2359 Location: Saudia
|
Posted: Tue Mar 11, 2008 11:12 am Post subject: |
|
|
| RareGold wrote: | | Asalaamu alaikum aur yahan TROPHIES to koi baant nahi raha hay keh kissi ko apnay aqal mand honay ka yaa na honay ka CERTIFICATE yahan say lena paray, lihaza aainda kissi ki aqal per ba awaaz buland hairan hotay waqt do baar soch zaroor lijiye ga bhai. Aur dooseri ehem baat ye keh lazim nahi her shakhs jo aapko bhai bol raha/rahi hay wo umer may aap say kum yaa ussi age gropu ka ho jis kay liyeh aap aisa terz-e-takhatub istimaal keriyeh. Ho sakta hay baat kernay wala aap say theek thaak bara ho umer may. Wazeh rahay ke main nay kahin bhi tanqeed kertay huay aisay address nahi kia aapko. ALLAH HAFIZ . |
Trphiess koi nahi baant raha???
To me aisay he khud ko Aqlmand sabit krnay ki koshish krta rahaa
.
Chlo ji,,, kya kr sktay hain ab,,,, ap dil per mut laina Behan Sahba
.
O,,, Hellow,,,,,, Umar Shumar nahi sunaani babu ko ,,,,, Me khud 150 year kaa hu
Aur mujhay ap achay treeqay se Mukhatib kro yaa buray se,,,, Me to aisay hu mukhatib kru gaa,,, jaisaa hamaara dil kray gaa
.
Aur dusri bat ek Mudat guzr gai
Adb Adaab,
Paas Lehaaz,
Tahzeeb Shaistgi jaisay fazool qism k words babu ki zindgi me apna Mafhoom tlaash krnay ki koshish me khud Bhatknaa shuru ho gay hain ,,,, to Ap kahaan un ka impact Ujaagr krnay ki koshish me energy waste kr rahi ho
,
Isliye,,,,, Fazool bolnaa aur Fazool Sochnaa sirf Babu k hisay me he rehnay dijay,,, aur apna wqt achi achi baton per Sochnay Aur Suljhaanay per sarf kiaa kijay
Allah ap ko apnay Hifz_o_Amaan me rakhay
Allah Hafiz _________________
----

. . |
|
| Back to top |
|
 |
BABU Moderator

Joined: 29 May 2007 Posts: 2359 Location: Saudia
|
Posted: Tue Mar 11, 2008 11:24 am Post subject: |
|
|
| mei_hoon_is_pal_yahan wrote: | oye babu bakwas na kia kar. itna bura nahi mantay
mai to tery jawab dekh ke aahan ker raha tha
ke bauhat khoob
aur tujay to pata hay
k main post read nahi karta ;) per teri read ki hay :0 achay ja rahay ho wo alag baat hay novel nahi parha mai ne tera aur parhon ga bi nahi
falto time hi nahi hay hota to bi na parhta hahahahahahaaaaaaa
waisay koi baaat nahi mai khush hon ke to ne novel likha bauhat achi baat hay ahisat ahista achay writer ban jao gy shuru per aisy hi hota hay per baad mai inhi bataon mai koi aesi line Allah pak ata kar daitya hein ke jisay log hamesha yaad rakhaty hein
SO likho aur likhty rahooooooooo rukna nahi kabi bi duniya to bolti hay bolne do. SO m wid u love uuuuuuuu:) ding dong
baqi mai ne us ke baad koi post nahi parhi wo last hi parhi thi jo aahan kar dia hehehehe aur ab parhon ga bi nahi bauhat kam hay mujay
SO mai chala muahhhhhhhhhhhhh:) |
.
Pal,,,, meraa Jigar ,,, Meraa Goshaaa ,,,,
Mzaa aa gia yaar teri duffer qism ki post read kr k
Ab tu itnay Israar se keh rahaa hay to me Likhnaa bilkul nahi choru gaa
Akhir ko Tujhay aur Qom ko mujh se jo Umeedain Wabastaaa hain un ki Laaj b to rakhni hay naa Mujhay
.
Kidher hay wo "Naayaab Sona" ????
Aayyyy Rare_Gold ki Bachi,,,, deikho,,, read kro mray dost k comments,,, ab ptaa chlaa mraa novel kitnaa Mashahooooor hay
.
Aur aik baat btaa zra mujhay
Novel q nahi read kiyaa tu nay?????
Teri to ,,,,,,,,,,,
Teraa me Sir Phaar du gaa ,,,, Moo per he bizti kr di tu nay to
.
Agli dfaa thread me aaye to Zroooor read krnaaa,,,,, me aj kal thora buzy jaa rahaa hu to aisaa kyaa kerain gain dono bhaai aik aik episode likh diyaa kray gain,,, theek hay naa
Take care jani
Thnks 4 moral support & Allah Hafiz |
|
| Back to top |
|
 |
RareGold Family Member
Joined: 30 Sep 2007 Posts: 10
|
Posted: Tue Mar 11, 2008 11:26 am Post subject: |
|
|
| Wellll........... achi baat hay rather bohot achi baat hay aapko meri baat samajh may nahi aayee to sahi hay atleast iss say aik kaam zaroor ho jayeh ga keh mujhey mazeed zehmat nahi kerna paray gee yahan aaker kuch bhi post kernay ki, kion keh tanqeed baray e islah per aisay SOOOPER replies aur phir aisay insaan say baat kertay huay apni limits bhool jana jo keh aap say qatan frank bhi nahi hay ghaliban aapka shauq hay.......... lihaza aap apna shauq poora keriyeh main yahan ALLAH HAFIZ forever bol doon iss thread ko apna and yes "I am giving you my word I would NEVER even bother to come back and see any replies IF made! so better save your words for some one who can take the filth! " ALLAH HAFIZ. |
|
| Back to top |
|
 |
mei_hoon_is_pal_yahan VIP Member

Joined: 08 May 2007 Posts: 3338 Location: Lahore
|
Posted: Tue Mar 11, 2008 11:28 am Post subject: |
|
|
| RareGold wrote: | | mei_hoon_is_pal_yahan wrote: | yea kis k sath mukhatib hein ap miss or mr raregold?
well is main aik baat karon ga ke umer mai bara hone se kuch nahi hota insan ko thori akal o shawoor bi hona chahye hehehehehe umer to bauhat logon gi bari hoti hy per un ke akal gitay mai hi hoti hy
aur han ager ap apne ap ko bara banana chahti hein to wo alag baat hay per phir bi main kahon ga aisay kehnay se insan bara nahi banta kuch karna bi parta hy us ke liye ding dong |
Well sahi fermaya aap nay ghalti meri thi keh mujhey post quote kerkay kerni chahiyeh thi reply tah keh aap ko mujhey aqwal e zareen sikhanay ki zehmat say bachaya jaa sakta. Magar aik baat to ye keh jahan aap meri post tuk pohonch ker toknay aaye hain wahan aap nay wo POINT bhi perha hogga jis per main nay umer may baray honay ki baat ki ? Aap pori imaan daari say batayeh kia yeh sahi baat hay ? aap to chat toom may mujhey anjaan logon ko bhai na kehnay ki naseehat ferma rahay thay aapkay nadir khayalaat tub kia hotay hain jub anjaan logon ko tu tara kerkay yaa duffer larki kerkay bulaya jayeh ? Kia khudankhwasta mujh say yahan itnee bari ghalti hogayee thi :thinking; ???
Rahi baat aapki post may jo aqal naapnay kay aur izzat denay kay paimaanay bayan kiyeh gaye hain unka jawab hay meray paas aur wo hay....."BIG THANKS "..... I hope aapki TASALI ho gayee hoggie
ALLAH HAFIZ. |
jee han mai ne zaroor parha hay umer main bara hone ki baat aur i think us ka reply bi ker dia hay .
us waqat bi mera bauhat dehan hota hay. n Ur kind info to tara tab hoti hay jab larki kuch zaida free ho jaye ya un ki ap pass mai regular baat hoti ho yan wo ati hi un ke liye hon yea sab tab hi hota hy otherwise kisi larky ki itni himat nahi hoty ke wo kisi larki ko tu tara kar ke ya daffer etc keh kar bulaye yea to larki per depend karta hay ke wo kis ko kis tarhan se deal karti hay....... aur han jahan tak daffer ki baat hay ya tu tara ki baat hay to kya bahi behan banay se wo tu tara nahi hoti ? tab bi tu tara ho jati hay aur daffer bi keh dia jata hay aei kuch samjh ya kuch aur detail bataon hahahahaha waisay samjh jao aik hi baat ke pichay nahi par jatay
aur han ap ke big thanks ka bauhat shukria aur yea pata hay ke ap ne kis Sense main ans dia hay well chalo koi nahi chalta itna to hehehehe
tasli to meri ho gai per pata nahi ap ki kitni tasali hui hay ab tak
Allah BleSs u forever! MY cute n Sweet Dearest Pali c Friend RareGOld:)
KHush raho hamesha aur zaida sereious nahi laina in bataon Ko _________________
 |
|
| Back to top |
|
 |
|
|
You cannot post new topics in this forum You cannot reply to topics in this forum You cannot edit your posts in this forum You cannot delete your posts in this forum You cannot vote in polls in this forum
|
|